Hello friends… Agar ap apne blog website me stylish subscribe widget add karna chahate hain. To ap sahi post padh rahe hain. Is post me ap janenge ki how to add stylish subscription box widget to blogger. Kisi bhi blog ke hit hone ke liye. Usme traffic ka aana jaruri hai. Or email subscription box hamare blog par visitors lane ka bahut bada madhyam hai. Apne har populer blog website par dekha hoga ki blog sidebar me stylish subscribe box add dekha hoga. Asal me ye stylish subscribe box feedburner rss se connect hote hain. Isaliye visitors aasani se blog ko subscribe kar pate hain.
Stylish subscribe widget kyu jaruri:
Stylish subscribe widget lagane ke fayde:
- Stylish subscribeubscribe widget par visitors par logo ka dhyan jata hai. Vo uski taraf attract hote hain.
- Stylish subscribeubscribe widget me ap logo ko apil kar sakte hain ki vo apke website ko subscribe kare.
- Stylish subscribe widget me ap logo ko bata sakte hain ki ap unko spam nahi karenge. Kyunki bahut sare log email spamming ke wajah se bhi subscribe nahi karte.
- Stylish subscribe widget me ap logo ko subscribe ka matlab bata sakte hain. Jisase ho sakta hai ki vo apke blog ko subscribe kar le.
- Stylish subscribe widget ka blog ke design par bhi achcha asar padta hai.
- Apke blog ko ek professional look milta hai.
How to add subscribe widget in blogger:
Apko pahle “Follow by Email widget” select karna hai. Uske baad ek new window khulegi. Jisme Apko Feedburner URL dalna hai. Uske baad save karna hai. Agar ap nahi jante ki Feedburner URL kaise banate hain to ye post padhiye. Feedburner URL save karne ke baad, layout setting save kar de.
👆 Ye mere blog ka simple subscribe widget hai. Isi tarah apke blog ke template design ka subscription widget lag jayega.
How to add stylish subscribe widget in blogger:
- Ap direct Theme, Edit HTML me jakar code laga sakte hain.
- Theme, Customise me jakar advanced, Add CSS me bhi code laga kar “Apply to blog” par click kar ke save kar sakte hain.
Ab template me ]]></b:skin> code search kijiye. Is 👆 code ke thik upar ye 👇 code laga dijiye.
padding: 15px 27px 20px;
line-height: 25px;
text-align: center;
background: #000000;
width: 300px
margin: -25px;
border: 2px solid #999999;
}
input.jdk {
color: #333;
padding: 9px;
font-size: 14px;
font-family: PT Sans Caption’, ‘PT Sans’, serif;
border: 1px solid #EEE;
margin: 10px auto 0;
border-radius: 3px;
width: 89%;
}
#HindiMeSeekhe p {
color: #ffffff;
font-size: 16px;
}
#HindiMeSeekhe h5 {
font-size: 20px;
color: #ffffff;
padding: 0;
text-align: center;
}
#HindiMeSeekhe input[type=”submit”]
{
background-color: #29abde;
border: #EEE solid 1px;
color: #fff;
cursor: pointer;
padding: 10px 15px;
font-size: 16px;
width: 100%;
margin: 15px auto 0;
}
#HindiMeSeekhe input[type=”submit”]:hover {
background: #29abde;
color: #fff; border: #EEE solid 1px;
}
Is code ap kuchh edit bhi kar sakte hain.
- Background color ko ap apne template ke hisab se set kar sakte hain.
- Border color bhi ap change kar sakte hain.
- Font color bhi charge kar sakte hain.
Bas ye teen color change kar ke, ap bilkul naya look de sakte hain apne subscribe widget ko. Ye code paste karne ke baad template save kar dijiye.
Blogger dashboard me jaiye. Fir layout me jakar “Add a Gadget” me click kijiye.
Ab HTML/JavaScript widget ko add kijiye. Fir ek new window open hogi. Usme apko title me jo chahe, vo likh sakte hain. Fir niche khali box me, mera diya hua ye 👇 code copy kar ke paste kar dijiye. Uske baad save kar dijiye.
<h5>HindiMeSeekhe Free SignUp</h5>
<p>Your massage. </p>
<form action=”http://feedburner.google.com/fb/a/mailverify” method=”post” onsubmit=”window.open
(‘http://feedburner.google.com/fb/a/mailverify?uri=Hindimeseekhe‘, ‘popupwindow’, ‘scrollbars=yes,
width=550,height=520′);return true” target=”popupwindow”>
<input class=”jdk” type=”text” name=”name” placeholder=”Enter your name” />
<input class=”jdk” type=”text” name=”email” placeholder=”Enter your email ID” />
<input type=”hidden” value=”Hindimeseekhe” name=”uri” />
<input type=”hidden” name=”loc” value=”en_US” />
<input class=”submit” type=”submit” value=”SUBSCRIBE NOW” />
</form>
</div>
Hamne green color me mark kiya hai. Wahan ap apna massage likhiye. Or jahan-jahan par red mark hai. Wahan par apne website ka name likhiye. Or par uri=Hindimeseekhe hai. Wahan “HindiMeSeekhe” ko hata kar, apna feed url daliye. Ab last me layout save kar dijiye.
Ab ap samajh gaye honge ki blog website me full responsive stylish subscribe widget add kaise karte hain.
Ap ka face came video dali youtube me
Apke kahne ka matlab ?
Hello miss mere blog me tk ka free wala domain hai kya usase hamre blog e add show hoga ki nahi
Haan hoga. Kyunki hak tk domain ko use kar chuke hain. Ads aaram se show karnenge. Bas blog ki total views 1000 hona chahiye.
Bahut hi badiya post …
Aswome Blog Design
Ek bar mera Blog Check kare
Apne widget thoda halat set kiya hai. Apko pahle about us, fir facebook page, fir populer post, fir labels set karna chahiye. But blog bahut khubsurat hai.
mene bhi blog stat kiya hai apne blog ko customize kese karu mera blog hai 91shoppingnow.site
Aap mere kuchh posts ko padhiye. Blog designing ko lekar hamne lagbhag sari hi jaruri post likh di hai.
Blogger Blog Banane Ke Baad Kya Kare Full Guide
Blogger Blog Me Apna Profile Set, Edit Aur Show Kaise Kare
Blog Template कैसा होना चाहिए Good SEO के लिए
Search Engine Optimisation – SEO Kya Hota Hai
mera blog chack kar lo
Dekh liya. Apko abhi bahut sara work karna hai apne blog me. Hamne upar reply me vo sari jaruri works ki posts link diya hai. Unhe follow kijiye.
Thank you mam, very good post.
Mam mere blog me subscribe button, contact form, labels etc. Laga liye hai but wo show nahi hote aur niche view web virsion ke option par click karne par jo page open hota hai usme show hote hai aur mai blogger ki simple theme use karta hun. Plz help me. My link
https://1ishtiyak.blogspot.com/
Aapko abhi bahut sari chijen set karni ki jarurat hai.
1. Navbar kya hai or kaise hataye blogger blog se
2. Blogger New Template Upload कैसे करे। Change Blogspot Theme
3. Blogger Favicon Change कैसे करे। Change Website Icon
4. Blogger website me header logo kaise set kare. Full guide.
Ye saari chijen karne ke baad stylish subscribe box lagaiyega.