Hello friends… Facebook app istemal karte khain. Chatting karne ke liye aapko Messenger ka istemal karna padta hai. Pahle Facebook app me hi chating ho jaya karti thi. Par ab nahi. Isme ap image, video, song or audio clip, sab kuchh bhej sakte hain. Lekin MP3 file bhejne karne ka tarika sabko nahi pata hota hai. To is post me ham aap ko yahi batayenge ki Facebook Messenger me MP3 song kaise send kare?
Facebook Messenger Me MP3 Song Kaise Bheje? – How To Send Mp3 In Messenger?
Whatsapp me aap direct wahi se song select kar ke bhej sakte hain. Lekin messenger me audio bhejne ke liye. Pahle apane SD card me jaaye. Fir song folder me jaaye.

- Jis gane ko bhejna chahte hain. Uspar click kar ke, thodi der tak dabaye rahiye. Isake baad ye saare options aa Jayenge.
- Ab aap sharing option per click kare.
Ab aap messenger select kijiye.

Yahan par apko apne jis bhi friend ko song send karna hai. Use search karke, samane wale send option par click kar de. Add a caption me aap jo bhi likhenge. Vo MP3 ke sath send ho jayegi.
- Facebook Messenger Chat Hide कैसे करे?
- Mobile Phone में Ctrl+F Button का इस्तेमाल कैसे करे?
- Gboard Keyboard App से Mobile में Hindi Typing कैसे करें?
To dekha friends Facebook messenger me song bhejana kitna aasan hai. Thik isi tarike se aap video bhi bhej sakte hain.
Good girl… Bahut acha likhte ho… Pls continue
bahut achchi jankari hai
very nice post..keep it up