Top 4 Advanced SEO Tips. |
To Kaise Ho Aap Log Dosto Blogging To Bahut Log Karte Hai Koi WordPress Se Ya Fir Koi Blogger (Blogspot) Platform Se Par Jaisa Ki Ham Jante Hai Ki WordPress Me Log Jyada Shift Ho Rahe Hai Sirf Is Myth Ke Karan Ki WordPress Me SEO Ko Bahut Better Tareeke Se Kar Sakte Hai.
Aaj Ki Hamari Post Isi Ke Upar Aaj Mai Aplogo Ko Blogspot (Blogger) Platform Me Advanced SEO Karne Ki Techniques Bataaunga Par Isse Pahle Apko Bataaunga Ki Yah Ek Guest Post Hai Dosto Mera Naam Hai Sumit Mishra Mai Blogger Aur YouTuber Dono Hu Ye Raha Mera YouTube Channel Subscribe Jaroor Kare Hindi Me Seekhe Bahut Hi Achha Blog Hai Aur Ispar Hansa Juhi Rani Bahut Hard Work Kar Rahi Hai Sabse Pahle Mai Unhe Thanx Kahna Chahunga.
Advanced SEO For Blogger (Blogspot) Platform.
Agar Ham Blogger Ki Baat Kare To Ye Ek Free Service Hai Yaha Par Bhi Ap SEO Bahut Hi Achhe Tareekw Se Kar Sakte Ho Aur Sabse Badi Baat SEO, Aap Kisi Bhi Blogging Platform Me Kar Sakte Hai Ek Word Me Bolu SEO Apke Quality Par Depend Karta Hai
Kabhi Bhi Ye Dhoke Me Na Raho Ki SEO Ke Liye Pay Karna Jaruri Hai. Aap Blogger Platform Me Chaho To Bahut Hi Achchi Tareeke Se SEO Practice Kar Sakte Ho Ya Fir Apne Post, Page Rank Quality Improve Kar Sakte Ho Than WordPress To Chhaliye Shuru Karte Hai.
1. Write Post Ke Sath Description With Keywords.
Jab Bhi Aap Blogging Karte Hai Aur Post Likhte Hai To Hamesha Aap Keyword Me Jarur Dhayaaan Dete Honge Aur Apki Puri Koshis Rahti Hogi Ki Jitna Jaya Keyword Use Kare Utna Sahi Rahega. Par Ye To Baat Rahi SEO Ki Par Agar Ham Advance SEO Ki Baat Kare To Blogger Ke Side Me Description Add Karne Ka Option Rahta Hai Waha Aap Description Me Post Ke Tags Ke Sath Post Ka Short Me Explanation Bhi Karna Hai Jisme Apko Total 60-70 Words Me Likhna Hai Aur Usme Targeted Keyword Ke Sath Likhe.
2. Advanced SEO Write Image Caption.
Blogging Me Post Ke Liye Jo Bhi Thumbnail Ya Image Create Karte Honge To Usme Caption Write Karna Chahiye Ise Ham Generally Image Me Alt Tags Aur Caption Add Karna Bolte Hai Yani Totally Image SEO Setting Karna Bolte Hai.
3. Use Good Anchor Text.
Koi Bhi Post Jab Likhte Hai Jaise Blogging To Jaisa Maine Blogging Word Me Link Add Kiya Hua To Isi Tarah Aap Bhi Post Ke Beech Word Me Links Add Kare Isse Post Rank Par Kafi Asar Padta Hai Aur Anchor Text Me Post Ke Niche Jab Link Dalte Hai
To Click Here Ya Read Jaise Text Bilkul Na Kare Jiski Link De Rahe Ho Usi Ke Bare Me Likhe Jaise Maine Link Neeche Diya Hua Hai Aur Ye Good Anchor Text Hai.
4. Add Special Navigation Number For Advanced SEO.
Jaisa Ki Meri Post Blogger Platform Ke Liye Hai To Aap Inka Use Bhi Kar Sakte Hai Jaisa Ki Niche Image Me Dikh Raha Hai Isse Hota Ye Hai Ki Google Bahut Hi Achhe Se Apke Post Ko Understand Karta Hai Aur Post Rank Improve Karta Hai.
Example-
- Sumit Mishra
- Little.
- Blogger.
- Hai.
- Best Blogger Templates कहाँ से Download करें। 7 Free Theme Downloading Websites
5.At Last.
Dosto Agar Aapko Ye Post Pasand Aayi To Ise Sabhi Bloggers Ke Sath Share Kare Specially Blogger (Blogspot) Platform Walo Ke Sath. Agar Apko Ye Guest Post Pasand Aayi To Ek Good Comment Jaroor Kare.
ThankYou.
Kyaa aap muje email Subscribe wala html code de sakte hai
Isake liye ap ye post Stylish subscribe widget jaise lagaye padhiye.
mera website general knowledge se sambandhit hai,jo blogger par hai, mujhe ise rank karwana hai, aap seo kar sakte hai, mera website hai http://www.gkforyou.com
SEO koi ek din ka kaam nahi hai. Jab tak website chalti hai. Tab tak uska SEO karte rahna padta hai. Better hai ki ap khud SEO ko samajh lijiye. SEO related sare post padhiye.
Getting the proper SEO website promotion advice can often prove to be a difficult or costly task. The main reason for this is that many people believe that it costs a lot of money in order to promote their website successfully.